back to index
Sachhi panchhiyon ki hi udaan hai Insaan qism ka toh Sirf waham hai Sarāh raha hoon kisi junoon-e-pagalpan mein Laakhon Aadam baaqi kisi sapno tehet qaid hain Kahan aasmaan mutthi mein tere Nihayat puraani kisi pehal Ke dhaage se baandha hua Ek khail hai.. Khauf-e-aur taras-e-bahaaron mein Zindagi hai kati, Aasaani se toot'ta na waham hai, Subah ki mazhab-e-imaan ke nashe mein Maana tha tumne aur maine Aankhein khol ab toh par dopahar hai Sachhi panchhiyon ki hi udaan hai Insaan qism ka toh sirf waham hai.
previous
next