back to index

time knows

time knows

roman urdu

/

23 jul 2026

/

Kya mera waqt nahi ya aap nahi Kya mera waqt nahi ya aap nahi Yakeen badal raha Waqt hi waqt hai Par aap nahi. Husn-ae jism aur sharabein bhi dhulti dekhi meine Husn-ae jism aur sharabein bhi dhulti dekhi meine tere daga baazon ki chhat pe Wahi Taras gaye tere bohot zaehnaat dano se bhi. Kyu galat hai dagabazi ka ilzam tum par Kya woh tere haqeeqi yaar nhi Kyu tarsana riwayatein tere ghar par paap nahi. Aab toh waqt hi Jane Aab toh waqt hi Jane Tere pak hone keh aafsaneh Mujhe tujhe par aab pehle jesa emman nhi.

previous

next